Whatsapp par chats kaise chipaaye ||how to hide chats on whatsapp in hindi

What’s aap par apni chats ko kaise chhipayein!!!
How to hide chats on whatsapp
Source :google

Kabhi kabhi aisa hota hai ki hum apni chats ko or doosro se hone waali
Chats ko nhi chhate ki doosre log us chats ko pade ya  us chats ko dekhe. hum us chats ko Secret  rakhna chhate hai.
Toh iske liye whatsapp mein ek feature hota hai jise”archeive “ke naam
Se jaan jaata hai .Agar apko bhi apni chats ko chupana hai to
Neeche diye gaye steps ko follow ki jeeye

1 .apna whatsapp kholein.

2 .usemein se jis chat ko aap chupana chhate hai usse 4 second tak  daba
Kar rakhein .Uske baad uske upar kai saare option aayenge ismein se
Arrow wale option par click kar dein aapki chat archive ho jaayege.
Chats are hidden
Hide you chat 

Yaani vah doosro se chhip jayengi .
Yeh option tab  tak kaargar jab apka phone doosre ke hath lagta rehta hai or aap unhe
Apni personal chat nhi dikhana chahate.par agar doosre insaan ko pta hai ke aap
Jise se personal chat krte hai uska naam kya hai to vah search kar k doond sakta hai
Issiliye aap jisse bhi personal chat karna chhate hai uska naam apne tak hi seemit
Rakh kar hi save karein.

Ab mein aapko bataunga ki aap us chat par wapas kaise ja sakte hai.
1 .sabse pehle apna whatsapp on karein

2 .phir jis se aap personal baat karna chhate uska naam search 4
Or phir aap usse chat kar sakte hai.
Hide your chats on whatsapp
Search the name

Agar aapko chats ko ab personal rakhne ki zarorat mehsoos Nhi hoti to aap usse hata bhi sakte hai.

1 .sabse pehle unka naam search karein.

2 .phir 3 sec tak usse daabyein rakhein phir ek list kholegi.
Chats ko jaise chhipaayein
Click on unarchived chats

Us  par“unarcheived chat “ option par click kar de to apki chat wapas
Personal se hath jayegi

Post padne ke liye
Thank you
😁😁😁😁

Post a Comment

0 Comments